Chunari


Kabhi kabhi, kuch khona bhi acha lagta hai.

Kabhi kabhi, kuch pana bhi acha lagta hai.

Mere haathon mein lipti thi chunari unki.

Kabhi kabhi, behosh hona bhi acha lagta hai.

-written by ©thesudipbiswas


Post a Comment

0 Comments