Judaai


Aapki judaai mein hum itna roye.

Ke aaj iss tanhai mein bhi, in ankhon se kuch baha bhi nahi.

Samundar ke inn laharon ne kabhi, sab kuch chheen liya tha hamara.

Par aaj toh iss samundar mein hi, woh baat bhi na rahi.

-written by ©thesudipbiswas




Post a Comment

0 Comments